Assalamualiekum Doston.
Aaj Ka Topic Based Hai Har Ladki Ki Daily Problem Pay 😂
"Har Ladki Ki Pareshani,
Aaj Ka Topic Based Hai Har Ladki Ki Daily Problem Pay 😂
"Har Ladki Ki Pareshani,
Pehnne k Liye Kapde Nahi Hai
Aur Rakhne k Liye Jagahe Nahi Hai."
😆😆😆
1 - De-Cluttering.
Aap Ki Closet May Kitne b Clothes Hoe Sab Bahar Nikalin Aur Unhe 3 Piles May Hata Din.
1. Keep (Joe Aap k Liye Theik Hai, Joe Aap Pehn Sakte Hai.)
2. Give (Joe Aap se Fit Nahi Hota Ya Aap k Style k Nahi Raha Use Apni Sis Ya Cousin Ko Tranfer Karlin.)
2. Give (Joe Aap se Fit Nahi Hota Ya Aap k Style k Nahi Raha Use Apni Sis Ya Cousin Ko Tranfer Karlin.)
3.Donate ( Aur Joe Baki Raha Use Kisi Ko De Din. Dubara Closet May Daal k Nah Rakhin.😛)
2. Organizing
Kapde Organize Karne May Mera Favorite Hai Rolling Method.
Jitna Ho Sake Roll Karin Is Se Space b Bht Milta Hai.
Aur Long Dresses & Gowns Ko Hang Karin.
Kapdon Ko Ache Se Aap k Liye Aasani Hone Ki Tarah Organize Karin Isse Baar Baar Aap Ko Almari Theik Karne ki Zarurat b Nahi Hogi.
Closet Oraganize Karne Ka Tarika Dusaron Ko Dekh k Nah Karin Jo Un k Liye Easy Hoe Aap k Liye Frustration Ho Sakta Hai. Isliye Apne Hisaab Se Tarike Try Kar k Dekhin.
Ab Chaliye Meri Closet Ki Taraf
Jidar Main Photos k Zariye Apne Decluttering Aur Organizing Method Batahun Gi.
Before De-clutter
Kuch Kapron Ka Fitting Kar Na Tha Isliye Unhe b Alag Kar Di.
Hangers May Long Kurtis & Gowns Hang Kiya Hai. Aur Sides May S Hooks Se Tank Tops Aur Daily Wear Cardigan/Shrug Hai.
Aur Maine Apne Pants & Tops Ko Is Tarah Roll Kar k Rakha Hai.
Aur Yeh Kuch Dresses Hai Jo Sirf Vacation Ya Picnics/Party May Pehnti Hun.
Before De-clutter
My Outerwears
Idar b Side May S Hook Se Regular Night Wears & Kuch Cardigan Rakha Hai.
Kuch Maxi Cardigans Hai Joe Vacation May Pehnti Hun.
Mujhe Skirts Bht Pasand Hai But I Have Only 5. Jisme 2 Occasionally Hi Pehnti Hun Aur 2 Blacks Joe Mera Favorite Hai Aur Joe 1 Hai Use Vacation Dress k Andar Se Pehnti Hun For Volume.
Mere Closet May Bht Saare Hijaabs Hai Lekin Un May Se 1/3 Hi Hai Joe Main Regular Pehnti Hun.
Finally Maine Half Tak Nikaal Di Hai 😂
Kuch Burkha b Nikaal Diye Hai. Lekin I Still Need To Do Another Round.😳
Hijaabs, Niqaab & Inner Scarfs Ko b Roll Kar k Hi Rakha Hai.
{Yeh Cardboard Boxes 8 Months Se Use Kar Rahi. Is Se Closet Acha Lagta Hai Mujhe. So Now Its Time To Decorate Those Boring Boxes With Papers & Stickers. Inshallah! Ramzaan Baat Is Kaam May Lag Jahun Gi.😛}
Ab Baat Karte Hai k Humare Closet Bhare Huwe Hai Phir Bhi Pehnne k Liye Kapde Kun Nahi Hai??
Simple Si Baat Hai.
1-Jab b Hume Kuch Pasand Aata Hai Hum Buy Kar Lete, Lekin Phir Us Se Match Karne k Liye Bottom Ya Top Piece Nahi Rehta.
2-Ya Phir Hum Aeise Kapde Keep Kar k Rakhte Hai Jis Ka Fitting Humse Theik Nahi Ya Joe Mousam Say Match Nahi Hota.
3-Ya Phir Aap Humesha Eki Style May Strict Rehti Hoe. Ek Top Se Kahin Outfit Bana k Pehne Isse Aap Outfit Se Bore Nahi Honge Aur Har Baar New Outfit Bana Sakoge.
Chalin Ab Idar Hi Rok Ti Hun.
Phir Milte Hai Agle Post May.
Tab Tak k Liye,
Allah Hafiz
Assalamualiekum

No comments:
Post a Comment