Assalamualiekum Doston.
Aaj Main Share Karun Gi k Kis Tarah Maine Documents,Hospital Records Etc Organize Kar k Rakha Hai.
First Of All Ghar May Documents & Reports Etc Access Sabhi Ko Karna Parta Hai. Lekin Kahin Baar Ek Specific Person Hota Hai Joe Ghar Ka Main Point Hai Sirf Usi Ko Pata Hai Konsa File Kya Hai. Toe Jab Waqt Hota Hai Toe Bht Mushkil Hota Hai Kisi Ko Kuch Files Lene May Ya Har Bhari May Kuch Duundne Nahi Milta.
Isliye Maine Kuch Is Tarikay Se Apne Files Organize Kiya Hai. Joe Mujhe Aur Mere Husband Dono k Liye Aasani Hoti Hai.
I Used My Bedside Drawer For Keeping Files.
Dekhin Mere Files Kitne Organized Hai.
Yeh Red Pouch May ID Cards,Passports,Bank Books Etc Rakha Hai.
Isi Tarah Is Clear Bag May Electricity,Water Bills, Etc Rakha Hai. Saat May Mere Ghar May Extra Storage Spaces Hai,Under The Bed Aur Up Stair May. (Ghar Shift k Baad Kuch Unused Samaan Ko Boxes May Daal k Upstair Rakha Hai.) Isliye Kahin Baar Mujhe Jo Samaan Chahiye Yaad Nahi Aata k Under The Bed May Hai Ya Upstair May. Isliye Saare Samaan k Lists, Boxes Aur Places k According Ek Sheet May Likh k Rakhdi. Jisse Mai Isi Bag May Rakh Ti Hun.
Aur Ghar K 3 Person k 3 Alag Files Banaya Hai.
Medical Records, Birth Certificate, & Other Certificate Etc.
Aur Alag Alag Files Banaya House Related & Shop,Land Etc Ka.
Apna Marriage Certificate B Idar Hi Rakha Hai.
& My craft Related & Games Files Bhi.
Is Tarikay Se Mujhe Space Bhi Zyada Zarurat Nahi Pari Aur Har Person Ka Alag File Hone Ki Wajah Se Koi b Kisi Waqt Tension May B Access Kar Sakta Hai.
Aur Agar Aap b Meri Tarah Samaan Place May Rakh k Bhuul Jaate Hai k Konsa Place May Woh Samaan Hai Toe Ek Sheet Tayaar Kar k In Papers k Saat Rakhlin. 😝
Agar Aap Ko Mera Idea Pasand Aaya Hoe Toe Aap B Lag Jaye Kaam May.
Aur Apne Doston Se Share Karna Nah Bhule.
Don't Forget To Join My Whatsapp Group For Blog Updates.
Creative Sumar Whatsapp Group
Follow Me On Instagram & Twitter
Phir Milte Hai Agle Post May.
Tab Tak k Liye,
Allah Hafiz
Assalamualiekum.

No comments:
Post a Comment